4 ghantay sonay ke baad kya hota hai

Re: 4 ghantay sonay ke baad kya hota hai

4 ghantay sonay kay baad us per ghussa ata hai jo phone kar kay utha deta hai.

Isi liaay din main naheen sona chahyay aur raat ko KAATH k ULLU ki tarha jagna naheen chahyay.