Dost: “Main dekh raha hoon kareem tum aj kal ghar se ziada bahar rehtey ho… Aakhir waja??”
Kareem: " Kuch nahi yaar… Ghar main chaaron biwiyan naak main damm kardeti hain, is liye ziada tar ghar se bahar hi rehta hoon"
Dost: " Hmmm to tumhari chaar biwiyan hain?"
Kareem: " Na bhai na meri to aik bhi nahi hai Sab doosron ki hain
Aik abba ki,
doosri bhai ki,
teesri dada ki
aur nana ki"![]()