3rd ODI, Pakistan vs South Africa at Faislabad, Oct 23

Re: 3rd ODI, Pakistan vs South Africa at Faislabad, Oct 23

Yaar tum log kis tarha kishi ko selfish bol sakty ho......is tarha tu Yousuf bhi apni century k liya slow ho jata hai....example last match ki lay lo.....Run out wo bhi karwata hai sab ko..........ek hazar misaalain hain..........pehlay background pata karo us player ka phir koi LAQAAB do us ko.......Aur uper bhaisahab bol rahy hain Khurram ko chance do...yaar phir say wohi galti 19 20 saal k larkay ko foran ek do series acha khelney per Pakistan kheela do aur career tabah kar do...........bhai 3 saal atleast chooro us ko.....