well… aap ke ittela k ley arz hai… k qaazi ke zaroorat iss moqa per nahi hota… :k:
my dear Heera… sahi aur ghalat ka andaza tu ussi waqat ho sakta hai… jab banda dosri party ka moaqaf bhe sun lay… ab bahair sunnay kisi ko ghalat tehrana koi achi baat touRi hai…
P.S: aap ghalti kaisay kar sakty ho… ghaltiaN tu insan karty haiN…