337 ki baswaas

Re: 337 ki baswaas

^ kanjoos is ur name? :bummer:

Re: 337 ki baswaas

I see …

yeah bachay daikhay hain, why ?
But all bachay I seen, and shareef bachay… :-p

Re: 337 ki baswaas

i meant to say this to flame of life …
bachay shref nahi hote
kis ne kaha bachay phool jaisay hotehain …woh kantay hote hain…aur pagal bhi hote hain …,aur i am ashamed that i was a kid too … i want to say sorry to my teacher…pata nahi main bhi bachpan main kaisi hoti hoon gi:bummer:

Re: 337 ki baswaas

K stands for my name:hoonh:

Re: 337 ki baswaas

ji haan bachay nahi honay chahyay … bass sirf Dada Abba’s honay chahyay …
kaisay ajeeb say laaingay jab newly borns ko Dada Abbaa and Dadi Ammi Huzoor kahaingay log :s

Re: 337 ki baswaas

And K stands for Kanjoos na.. so that means ur name is also kanjoos :bummer:
if not then wat is it?

Re: 337 ki baswaas

why only i have to PM other and ask their names ......why dont other PM me to ask my name

Re: 337 ki baswaas

tashakur … khoob astam… bisyar kaar dashtam :frowning:

all k shuma ra dedam… bisyar khsuh shudam :hugz:

Re: 337 ki baswaas

yeah . Amyalay aks hayay shuma ra dedamn in Image2.. Bisyar khob maloom mayshuden.. Namekhuda.. .. Maan humchunan khush shudan.. :hug:

Re: 337 ki baswaas

:omg:

Re: 337 ki baswaas

tashakur kho … i just visited there… ee khoob na shud… ma kufta bodam k aksa ra post na ko… :frowning:

Re: 337 ki baswaas

chura? :hoonh: Bisyat khob maloom mishi though.. barayat dukhtar paida kunum az inja? :cb:

Re: 337 ki baswaas

lol…

:eek: dukhtar??? sahi meegi?? dil e ma meshwa k I LOVE YOU bogoim ba shuma…

Re: 337 ki baswaas

Leaving ka reason yay tha kay aik na ahal teacher 9 class ko par’ha rahi thi jub kay meri degree aur talent ussay kaheen ziada tha.

Main 9 10 class par’hanay ki baat kari thi aur kuch dushmani ki wajah say Mujhay sub say baudtameez buchchon ki class 4 day di thi. Khair I have lots to talents unko to sambhal lia par hum say daikha naheen jata tha 9 kay buchcon ki teacher kuch par’hati naheen thi aur unka wo time bohat aham hota hai so hum nain chalange kar dia par’ha kar khud daikh lain dono teacher say aur phir buchchon say bhi vote lay lain bhi jo qabil ho usko dain 9 class. To jinkay haath main control tha wo hamari aik such bol denay pay hamari dushman ho gai thi.

Hamari ahliaat ki choti class main zaya karwai ja rahi thi.

Chutti manga aik din ki ammi kay hopital jana tha aur kaam kay liay hamain ghar main rukna tha chutti naheen di hum nain kaha hum job chor’ dain gay.

Unhon nain kaha hum janain naheen dain gay. Hum nain paisay chor’ diay.

Re: 337 ki baswaas

ne barayay ma na go.. baray o dukhtar bogo.. :blush:

Re: 337 ki baswaas

lolzzzz. :rotfl:
kaam ke jaga pe dushmaniaN nahi karty… maanta hooN k zulam howa… laiken iss maiN kya bura hai… waise bhe tu kuch arsay baad class 4 ne class 9th maiN pohench jana hai.. :smiley:

aap k telent ka andaza unn k na choRne se ho raha hai… ghar sanbhaalna har kisi k bass ka kaam touRi hai… :k:

Re: 337 ki baswaas

bar e shuma kho bakhatir aze megam k ich dega kas bar e ma fikarmand neast :frowning:

Re: 337 ki baswaas

Hamari dictionary main to koi kaam bar’a kaam naheen sub asan hai bus dil razi ho aur Allah pay kamil (mukammal) yaqeen to kia karay ga qazi.

Hum nain naheen kari thi dushmani buchchon ko par’hati naheen theen hum nain shikayat kar di principal say principal nain kaha teacher kay samanay bolo gi bulwaon hum nain kaha haan. Unhon nain bulwaya aur kaha aap buchchon ko parhati naheen hain unhon nain kaha haan parhatay hain hum nain kaha saboot dikhao hum nain buchchon ki copiaan dikha deen jo maheenon say kuch naheen par’haya tha. Kia ghalat kia tha.

LOL.

Bayshak doosron kay buchchay thay per dil hamara kur’hta tha kum uz kum haftay main aik din hi par’ha dayteen.

Phir kia tha

Such bolo dushman bano.

So wo khud baneen hum nain naheen banaeen.

Hum nain to sirf such bama e saboot kaha tha.

Aap batao kia yay ghalat kia tha.

Re: 337 ki baswaas

well… aap ke ittela k ley arz hai… k qaazi ke zaroorat iss moqa per nahi hota… :k:

my dear Heera… sahi aur ghalat ka andaza tu ussi waqat ho sakta hai… jab banda dosri party ka moaqaf bhe sun lay… ab bahair sunnay kisi ko ghalat tehrana koi achi baat touRi hai…

P.S: aap ghalti kaisay kar sakty ho… ghaltiaN tu insan karty haiN… :slight_smile:

Re: 337 ki baswaas

Bilkul janab dono taraf say sunna chahyay.

Mujhay jhoot bolnay ki zaroorat naheen is liaay kay aap mujhay koi tamghay naheen day dain gay. Jo jhoot bolon.

Apni apni soch aur nazar hoti hai hamaray hi ghar main hamain sub hamari inhi harkaton pay aap wala hi mashwara detain hain. Apni jub daikho baqi sub taraf say ankh bund kar lo.

bhai jub Allah nain khuli ankhain di hai to bund kaisay kar lay.

Thats why I'm Heera. I don't do those thing which normal pplz do. Apna matlub daikho aur apna uloo seedha karo aur waqt pay gadhay ko baap banao.

Mera baap Allah ka shukar hai Insaan hai is liaay main gadhay ko baap naheen banati waqt par'nay pay bhi.

Jaan bachanay kay liaay bhi jhoot naheen bolti. Those and many more my HEERA si QUALITIES.