ASA
April 18, 2007, 2:32pm
36
Re: 337 ki baswaas
Leaving ka reason yay tha kay aik na ahal teacher 9 class ko par’ha rahi thi jub kay meri degree aur talent ussay kaheen ziada tha.
Main 9 10 class par’hanay ki baat kari thi aur kuch dushmani ki wajah say Mujhay sub say baudtameez buchchon ki class 4 day di thi. Khair I have lots to talents unko to sambhal lia par hum say daikha naheen jata tha 9 kay buchcon ki teacher kuch par’hati naheen thi aur unka wo time bohat aham hota hai so hum nain chalange kar dia par’ha kar khud daikh lain dono teacher say aur phir buchchon say bhi vote lay lain bhi jo qabil ho usko dain 9 class. To jinkay haath main control tha wo hamari aik such bol denay pay hamari dushman ho gai thi.
Hamari ahliaat ki choti class main zaya karwai ja rahi thi.
Chutti manga aik din ki ammi kay hopital jana tha aur kaam kay liay hamain ghar main rukna tha chutti naheen di hum nain kaha hum job chor’ dain gay.
Unhon nain kaha hum janain naheen dain gay. Hum nain paisay chor’ diay.
lolzzzz.
kaam ke jaga pe dushmaniaN nahi karty… maanta hooN k zulam howa… laiken iss maiN kya bura hai… waise bhe tu kuch arsay baad class 4 ne class 9th maiN pohench jana hai..
aap k telent ka andaza unn k na choRne se ho raha hai… ghar sanbhaalna har kisi k bass ka kaam touRi hai… :k: