30 strangest deaths in history

Re: 30 strangest deaths in history

Lo jee aik waqa suno :cobra:

Aik dafa aik hakeem sb. nay apnay kissi banday ko kaha kah "Foran jao aur abhi abhi aik shakhas jo lakreon ka ghata uthay bhaga ja raha hay hay uss kay ser par say lakrian (wood) utrawao :cobra:
Banda foran uss key peechay dora to kia daikhta hay woh shakahs apnay ghar ka darwaz paar kar raha hay aur jaisay hay uss shakash nay wood ka gatha patkha …to woh forn ulta aur mar gia :hinna:
Banda haira paraishan wapus aaya aur Hakeem Sb. say poocha Hakeen Sb. yah kuch howa to Hakeem Sb. nay kaha bhai uss ko hajat ho rahi thi aur uss ko daar tha kah koun wood ka ghata dobara opar rakhway ga to janab uss ka bladder waghaira phat gia :cobra: