;
;
;
;
;
;
Aik uncle unti ki 3 baitiaan thin aur teeno totli thin aur unka rishta he nahi hota tha cuz woh bol parti thin aur dulhay waloon ko pata chal jata tha k yeh totli hain to unka rishta nahi hota tha.
aik dafa unke ammi aabbu ne bohat samjhya k abb kuch bho ho jaaye larkay waloon k samnay bolna nahi hai"
larkay walay aaye;teeno chup baithi thin k achanak unki nazar aik chunti (ant)
pe pari aur un main say aik ne kaha in punjabi “” ay o dekh tiri (ant) daandi pai ay::doosri boli : o naii tiri nai teera ba (yani keera hai ) n 3rd one says :
asi tay bolday na talday pup kari baithay waan(yaani hum to boltay nahi hain aur chup kar k baithay huay hain )
lolz n iss baar bhi woh bol parin cuz woh larki he kia jo bolay na hah
Re: 3 totli larkiaan!!
Kiya baat hai Lonely Jee. :biggthumb
Achaa, waisey, zara mera tension packet dhoor kee jiyey gaa aap. Jub pehley eik Uncle Auntee ki do (2) baitiaan theen to phir yuk-dum achaanak sey teen (3) baitiaan kaisey hogayin?
Yeh aisa kaisey mumkin hogaya janab? Hamein pata hai, pata hai, lateefa hee hai aakhir, magar......magar......magar kaisey? Aapnay hamein hairat ki kush-ma-kush mein mubtilla kar diya hai.
Jee......Kahin eik paros ki beti to nahin aghwaa kar kay lay aaye woh Uncle Auntee? Haye Allah, eik to aaj kul ki auntion ka bhi pata nahin lagta. Jiss cheez ko haath lagati hain, woh unki hojaati hai.
Re: 3 totli larkiaan!!
![]()
Re: 3 totli larkiaan!!
:)
Re: 3 totli larkiaan!!
haahhaahaahaha
Re: 3 totli larkiaan!!
![]()
Re: 3 totli larkiaan!!
:k: