3 Ks of Desi Babas

Re: 3 Ks of Desi Babas

vo to alag baat hai…sanyaas lenaa yaa rahbaaniyat iKhtiyaar karnaa mumkin hai magar un meN MusalmaanoN jaisa 'aqeedah-e-qazaa-e-'umrii nahiiN is liye musalmaan kasrat e 'ibaadaat meN meHv ho jaataa hai! :slight_smile: hai na? :hmmm: