do u have any short poems, sad/ romantic. Plz post them… thanx in advance!
Meri hasti maiN samaa kar
"Meray dil ko paRhnay waalay"
AankhouN par apni tu nay
parday bay wafaaie kay haiN daalay
:)
-- Anwaar
humm
Re: 3-4 line poems
**
safar
barish ka ek qatra aa kar
mayree palak say uljhaa
aur aankhoon main doob gaya**
Re: 3-4 line poems
**
ham sada say loog
ek pal main apnatay hain
jewan bhar ka roog**
kachay rango se kachi deewar par
uss ne mera naam likha aur
baarish honay ki dua maangi