Re: 21 taupon ki salami!
Aankhen bhi kamal karti hai
personal se sawal karti hain ![]()
Kehte hain ke sawal karne main kabhi sharminda na hona chahiye… kiyunke sawal na poochne ki waja se aadmi ke jahil reh jane ka khatra hota hai..
Now you tell me Urdu adab main bhi to ye 21 taupon ki salami wala muhawra raa’ij hai.. aap ne kabhi ghor o khaus kia?