20 Year old Pakistani Girls

Re: 20 Year old Pakistani Girls

Marry in 20’s :bummer:

yes its true that rishta milna mushkil hu jata hai but aisa bhi nahi hai..kyun jo loog 24 ya 25 ke hutey hain un ki shadiyaan nahi hu rahi hain kya :cb: …lekin now a days sab 18 ya 20 tak ki hi dhond rahey hain chahey larkaa 30 ya 31 ka hi kyun naa huu :smack: oper se suney per suhaga Graduate bhi honi chahiye..tu kya duniya mae atey saath hi school mae dakhil hu jaye :omg: