20 Question from Ahle Sunnat Brothers

Re: 20 Question from Ahle Sunnat Brothers

Now see yaar wht kind of hadees u accept.Hadees mean a khabar?thts why we hve been divided into sectors.Quran ka paighaam Nooh insani k liye hai.Aur app Quran ko sirf os zamnay taak mahdood nahi kar saktay.Jaisay Jaisay Zamana elim tariqay karta jaye ga Quran is mashray main samoota jaye ga.aur is ka mashrati mafoom aur Ujagar hoo ga shayaad yea hi waja thi k Hazoor nay khud apnay alfaz k kitabaat nahi ke.Aaj quran k tamamm shadatay prove hoo rahi hai.Chhay woh kisi bhi elim se mutaliq hoo Nooh insani k Joomla masail ka haal sirf quran hai.Wahi ka itbah kiye baqair insaan wahaan taak pooch hi nahi sakta jo mooqam e admiyaat hai