2 takay

**Insaan ko zindagi mey sirf 2 waqt rota hai …

  1. jab ussey rona ata hai
  2. jab woh ro raha hota

wats ur 2 cents ?
**

Re: 2 takay

chaar anay kee baatein:snooty:

**nothing new about tht

**Islamic research say pata chala hai ke murghi khana haraam hai … agar chori ki ho tou

Re: 2 takay

yeh bhi tou status adha chori hua wa hey

Re: 2 takay

yeh kya thread hai yaar

Re: 2 takay

jo tumhara avatar haina sunny.. fingers k badlay dono taraf gun rakho aur shoot ker do.. :devil:

Re: 2 takay

thread to b or not to b:@:

Re: 2 takay

*Paisoon say bistar khareeda ja sakta hai ... neend nahin ...........
albatta neend ki goliyaan khareedi ja sakti hain .... jis say kafi achi neend ati hai
*

nahi dow takay key batain. :snooty:

Re: 2 takay

i dnt get it so basically jub wo roraha hai us waqt roney ke under rota hai :hmmm:

Re: 2 takay

^^:cadet:

Re: 2 takay

:konfused:

Re: 2 takay

Jub Koi Ussay Rullata Hay :cryb:

Re: 2 takay

Cadet Bhai aap ki 2 takay ki batain mujhay pasand aa'een :@:

Re: 2 takay

ye thread ki samajh nahi ayi :S