aik pagal halwaee ki dukan per gaya.us nay aadha kilo doodh
pia aur phir thori see chini khanay ko mangi.chini khanay k
baad wo lait ker daain baain(lef & right) lotnay laga.
dukandar samjha k shaid doodh main zeher tha.us nay doodh gira
dia.paagal uth ker khara ho gaya to dukandar nay deryafet kia:
“tumhain kia huwa tha?” pagal nay jawab dia.
“yaar main to doodh main chini mila raha tha.” ![]()
aik dafa aik british, pakistani aur indian plane may ja rahay thay.. goray nay haath bahar nikala aur kaha “roko roko mera mulk aa gya… mujhay thandi hawain lagi hain” thori dair baad pakistani nay haath bahar nikala aur kaha “roko roko mera mulk aa gya, mera haath minar e pakistan ko laga hay” phir indian nay haath bahar nikala aur kaha " roko roko mera mulk aa gya, meri ghari chori ho gai hay" hahahahahahah ![]()