:salam2:
Lets Analyse the words used in below video if it is ‘true’ of ‘false’ ![]()
P.S. Just for fun.
Nazar Mein Shokiyah or Bachpana Sharart mein [true]
Aaddain :coolios: dekh kr boyz phans gain muhabbat mein [true]
Boyz apni jaan se jaaingain girlz ki ulfat mein [true]
Yaqeen hy k na aaigain wohi mayyat mein [so ture]Khuda Sawal karga agar qiyamat mein, to hum bhi keh dain ke hum loot gain sharafat mein ![]()
Wohin wohin pr qiyamat ho girlz jidhar jaain **[true]
**Jhuki jhuki howi nazraoon se kaam kr jain ****[so true]
****tarpta chor dain rastain mein or guzar jain [true]
Sitam to yeh hy ke dil le le or mukar jain [true]
samjh mein kuch nahi aata boyz kidar jaain
, yehi irada hy yeh keh kr boyz maar jain ![]()
**wafa ke naam **pr **mara hain bewafaoon **ne
**[true]
**ke **dm bhi **boyz ko na lyne diya jafaoon ne [true]
Khuda bhula diya in husan ke khudaoo ne
[so true]
mita ke chor diya ishq ki khataoo ne [true]
Uraya hoosh kabhi zulf ki hawaoon ne, khiyal-e-naaz ne loota kabhi aadaoon ne **[true]
**
Hazaroon loot gay **nazroon ke ik isharay **pr
**[true]
**hazaroon **beh gain toofan bn ke dharoon **pr [true]
**na inke wadoon **ka kuch theek hy na batoon ka [true]
fasanna inka hota hay hazaar ratoon ka [true]
buhat haseen hy waise to bhool pn inka [so true]
bhara howa hy magar zehar se badn inka [so true]
yeh gis ko kaat le woh pani pee nahi sakta [true]
dawa to kiya hy dua se bhi jee nahi sakta [so true]
inhi ke marain howain boyz bhi hain zamany mein, hain char lafz muhabaat ke is fasany mein [so true]
Zamana inko samjhta hy naik or masoom [true]
magar yeh kehtain hain kiya kis ko kiya maloom [so true]
inhain na teer na talwaar ki zaroorat hy :faris: [so true]
shikar karny ko **kaffi nigahain ulfaat **hy [true]
**haseen chaal **se dil pai-e-maal kartain hain [true]
nazar se kartain hain baatain kamal kartain hain [true]
har aik baat mein matlub hazaar hotain hain [true]
yeh seedhay saadhy buary **hoshiyar hotain **hain [true]
khuda bachay **haseeno ki taiz chaloon **se, pary kisi ka bhi pala **na husan waloon **se [so true]
Husan waloon mein muhabbat ki kami hoti hy [true]]
chahnay waloon ki taqdeer buri hoti hy ![]()
unki batoon mein banawat hi banawat dekhi [true]]
sharam aankhoon mein nigahoon mein laqawat dekhi [true]]
Aag
pehlay to** muhabbat ki laga **detain hain [true]]
appny **rukhsaar ka diwana **bana detain hain [true]]
dosti kr ke phir **anjaan nazar aatain **hain [true]]
sach to yeh hy ke **baimaan nazar aatain **hain [true]]
mout se km nahi **duniya mein muhabbat inki [true]]
**zindagi hoti hy barbaad badulat inki [true]]
din **bahroon ke guzrtain **hain magar **mar mar **ke, loot gain boyz to **haseeno pr bharoosa **kr ke [true]]