Re: ~10 saal baad~
10 saal baad bhi mein itna he khoubsurat hoon ga :D
Re: ~10 saal baad~
10 saal baad bhi mein itna he khoubsurat hoon ga :D
Re: ~10 saal baad~
kitne
wese apni asli tasveer laga k kehte to bat b thi ![]()
Re: ~10 saal baad~
yah meri alsi pic hay
dhoop mein phir phir kar thora say rung jhuls gia hay ![]()
Re: ~10 saal baad~
o thorra??? ![]()
Re: ~10 saal baad~
tou aur kia ![]()
Re: ~10 saal baad~
10 saaal baad mei graduate kar chuki hoongi INSHALLAH
Re: ~10 saal baad~
fail ho ho k :o
Re: ~10 saal baad~
10 sal baad bhi multi yahi kuch kar rahay hoon gaiy ![]()
Re: ~10 saal baad~
kab chorein ge ap multies ka peecha
Re: ~10 saal baad~
10 saal baddd pata nai
Re: ~10 saal baad~
shukar hai paen bata dia,ab aram se jan nikal jaye gi ![]()
Re: ~10 saal baad~
10 saal baad meri do teen kitabieyn pucblish ho chuki houn gi our bohat ziada affairs aye gay houn gay inshallah
Re: ~10 saal baad~
![]()
Re: ~10 saal baad~
10 saal baad .. i want to gett married .. ![]()
Re: ~10 saal baad~
10 saal baad, i want to be the same what i am now.
Re: ~10 saal baad~
chain smoker he rahoon ga :cobra:
Re: ~10 saal baad~
sootay baaz sajna :)
Re: ~10 saal baad~
dus saal baad i wont be tunn no more:@:
Re: ~10 saal baad~
10 saal baad i'll be more tunnnn :@:
Re: ~10 saal baad~
business start kerlijiye tunn logon ki:mehr: