1 Murghi ne 3 Anday diye,
or dua mangi k meri olad siyasatdan banay,
jab 1 anda tuta to Altaf Hussain niklay,
jab 2sra tuta to Nawaz Sharif niklay,
magar jab 3sra anda tuta hi nahin to murghi pareshan hogae
itne mein anday se awaz i … Ammee
Mein ZARDARI hun… 5 sal puray ker k hi niklunga