aaj
urtey badal ko dekh ker
bey-ikhtyaar yaad aaya
k
meri aankhoin ko sawan deney wala
urtey badal jesa
mizaaj rakhta tha
or
badal bhala kici k
hoa hain…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!