S.786
May 14, 2008, 8:13am
1
teri nazar hay mera dil hay kiya kiya jay…
junoo khirad k muqabil hay kiya kiya jay..?
ham apny gham ka fasana sunany aay thay
magar ye aapki mehfil hay kiya kiya jaay…
wo aek daagh-e-muhabbat kahan chupa rakkhon
tamaam omr ka hasil hay kiya kiya jaay…?
zamany bhar men tery darr py sar jhukaya thaa
jabeen othaoun ye mushkil hay, kiya kiya jaay??
** …**
_dArd
May 14, 2008, 8:18am
2
Re: 1 best ghazal
wo aek daagh-e-muhabbat kahan chupa rakkhon
tamaam omr ka hasil hay kiya kiya jaay.......?
zamany bhar men tery darr py sar jhukaya thaa
jabeen othaoun ye mushkil hay, kiya kiya jaay??
bOht KhOob
Umda SharinG
Re: 1 best ghazal
Tairee Nazar Hai Maira Dil Hai Kiya Kiya Jaiy
Janoun Khird Kay Muqabil Hai Kiya Kiya Jaiy.........................wah:)
Re: 1 best ghazal
nazar say dil mai utarjaya jaye
btw nice1 :k: