Zulm ki intaha

Re: Zulm ki intaha

abb itni bhooli met benooooooo :naraz:

Re: Zulm ki intaha

mai samjhi nehi ::confused:

Re: Zulm ki intaha

smack

Re: Zulm ki intaha

lagta hai essi batai samajhnai ki tumhari umer guzar gai hai :hoonh:

Re: Zulm ki intaha

:smilestar: bachu mai barri houn
budhi nehi :bailan:

Re: Zulm ki intaha

to phir samjhati kiyooooooo nahi hoooooooooo

Re: Zulm ki intaha

kiya?
keh yum unn larkoun mai sehho jo kissi ko behan yah baji kehne seh itna darr teh ho
kyun keh line maarni hai instead?

rehne doh mujhe koi zaroorat nehi esi flirting ki

Re: Zulm ki intaha

GO AAp-IIIIII

Re: Zulm ki intaha

Kaisai Kaisai loug humarai dil ko jalanai aa jatai haiN :rolleyes:
Abb line marnai k liye GS hi reh gaya hai:hoonh:

Re: Zulm ki intaha

agar nehi toh yahaan sab larkiyoun ko behan kaho :hoonh:

Re: Zulm ki intaha

tumhai koi aur kaam nahi hai jaoo ja ker merai liye khana pakaoo :naraz:

Re: Zulm ki intaha

darpok kaheen kah
:hoonh:

Re: Zulm ki intaha

chawal mai namak theek sai dala hai na :hoonh:

Re: Zulm ki intaha

sidz and ahn , let it go yaar

Re: Zulm ki intaha

mirch daali ahi aur voh bhi sab seh strong :hoonh:

who are you :o

Re: Zulm ki intaha

yawn
meri aapi ko thang mat kare, vo aap ki nokar to nahi hai jo aap ke liye chaawal banaane lagi hai

Re: Zulm ki intaha

rehne do inzi he's a duffer
yahaan iss ki terha keh kaheen loug hain
aur unhe mai ignore kerti houn
ab isseh bhi ignore keroun ghi :)

Re: Zulm ki intaha

march ki kiya zaroret thi apni ungli aik mertaba chawal mai daal ker nakal lai to mirch sai bhi strong ho jatai chawal aur chawal k sath aur kiya benaya :naraz:

Re: Zulm ki intaha

acha

Re: Zulm ki intaha

tumhara Sar!