Re: zindagi
saath rehte rehte yunhi waqt guzar jayega door hone ke baad kun kise yaad aye ga jee lo yeh pal jub hum saath hain kal ka kya pata waqt kahan le jayega
kathin hai raah-guzar thori door saath chalo
bohot bara hai safar thori door saath chalo
tamaam umr kahan koi saath deta hai
mein jaanta hon magar thori door saath chalo