Re: Zid
Wah wah Kia sahi jori banai hai bahas ke liye ![]()
![]()
Karna yeh hoga ke jiaa kehti hai ke pyar mohabat Mai ego waghaira nahi hoti, jab ke muqaw bhai n mera Kehna hai ke pyar mohabat Sab rasmi rasmi baten hain.is duniya Mai bas her koi apne liye jeeta hai.ispe discuss karna hao.
Ab bataye app hamari team ma hain ya jia Ki? ![]()