Zarra Muskuraein PLEASE :)

Maria ji, main thi tau girl, lekin aap sab ne mujhe ‘bhai’ keh keh kar confuse kar diya :confused:

:hmmm: achha isliye you like baarish :biggthumb:
Kisi ne mujhse kaha tha ke agar barish mein baal geelay hojaein (and you dont blow them dry) tau phir juwain par jati hain :smiley: