Re: ZAROORI BAAT ......................
ZAROORI BAAT ...........
*Zara tehroo *
*Kay tum say ek zaroori baat kerne hai *
Idhar aao
Kay rastay main kharay hona hamain acha nahi lagta
Yahan aao
K batain to hameesha hum tasalli say he kartay hain
Hamain is tarhaa maat dekhoo
*Nahi to hum tumharay samnay kuch keh na payain gaay *
Haan to bus baat itne hai
Chloo chooro...............
Kabhee mooqa mila to phir bataain gaay
beatifullll
u ve top selection sonia