Re: Zaraa sii der ko aaye thhe Khwaab aankhon mein : Iftikhar Arif
Aadab
Arsa e daraaaaaz k baad aaj yahaN chehel qadmi karnay aan nikla aur iftekhar ki yeah ghazal dil ko chuu gayee --
umda intkhaab hai - shukriya
iftekhar aarif k do sher yaad aagayay
HairaaN hooN k yeah kaunsaa dastuur e wafaa hai
Tuu misl e rag e jaaN hai to kiyuN mujh say juda hai
Likhkha hai mera naam samandar pe hwaa nay
Dono hi ki fitrat main sukuun hai na wafaa hai
Shukriyaa