Re: Zamanyse suna tha k muhabat haar jati ha
Zamany se suna tha k muhabat haar jati ha,
Jo chahat ik taraf ho wo chahat haar jati ha, Kahe per dua ka ik lafz b asar ker jata ha, Kahe barsoon ki ebadat haar jati ha, Muhabat kub ksi ko dushmani ka dars dati ha, Muhabat ki bazi me adawat haar jati ha, Hume kitnay b shekway han uss ki jafaon k, Per uss k samnay her ik shekaat haar jati ha, Ik aarzo se ha k uss ko bhool jain hum,
Per uss ki yaad aatay he ye hasrat haar jati ha.
Beautiful sharing and welcome here :)