Re: Zakhm-e-tanhaii mein Khushbu-e-hinaa kis kii thii : Muzaffar Warsi
welcome back again !
vaqt kii tarah dabe paaun ye kaun aayaa hai
mein andheraa jisse samjhaa vo qabaa kis kii thii
aansuon se hii sahii bhar gayaa daaman meraa
haath to mein ne utthaaye the duaa kis kii thii
Bila Shuba Puri Ghazal He Out Class Hai :k:
Khush rahiye Amin !