Zaban e Yar man Turkey

Re: Zaban e Yar man Turkey

Laat maar kar :sannan:

Re: Zaban e Yar man Turkey

to iss baat par qatal hojata hai. :eek:

Re: Zaban e Yar man Turkey

Ji. Its considered disrespect

Re: Zaban e Yar man Turkey

agar laat maarii to phir ‘ho chukaa aapkaa kaam’ :cb:

Re: Zaban e Yar man Turkey

per maine to apni hum-zaban laRki se shadi karni hai :hehe:

Re: Zaban e Yar man Turkey

to, maiN kaun sii ‘bad-zabaan’ laRkii se shaadii karuuNgaa…vaise, mujhe zabaan kaa masalah beGham se nahiiN bal k uske door o daraaz rishtedaaroN se ho saktii hai! :smiley: maiN to luGhat le ke jaauuNgaa :wink:

Re: Zaban e Yar man Turkey

aap kia Africa main shadi karne wale hain

Re: Zaban e Yar man Turkey

Pakistan ko aap Afriqa hahte haiN? haye ho Rabba! Taliban ko Khabar lag gaii to mushkil ho jaayegii! :cb:

Re: Zaban e Yar man Turkey

Pakistan main kahan se? Which long your zaban e yaar and you nami danam?

Re: Zaban e Yar man Turkey

yeh bataa diyaa to ‘raaz khul jaayegaa’:
**
parde men rahne do, parda na uThaao
parda jo uTH gayaa to raaz khul jaayegaa!** :cb: :wink:

Re: Zaban e Yar man Turkey

Pyar kiya to darna kya? BTW Parde main rehne do is trademark of Altaf Bhai :smiley:

Re: Zaban e Yar man Turkey


Akbar, the great ke zamaane meN hote to na Dartaa magar Altaf Bhai ke zamaane meN Darnaa laazim o malzoom hai...vaise, Altaf Bhai kii TTP ne supaarii nikaal dii hogii...vaise, kia Pakistani London meN rah kar as a Prime Minister Pakistan chalaa saktaa hai? can the Prime Minister Govern the Country from EXILE? :)

Re: Zaban e Yar man Turkey

:smack2: ask this from experts in PA?

Re: Zaban e Yar man Turkey

vahaN kuchh post karna baHs o mubaaHisa kii vo laa-mutanaahii silsile ko da’vat denii hogii jo kisii shaitaan kii aaNt se kam na hogii…vahiiN maiN ne dekhaa hai baal kii khaal aur khaal kii baal utarte huye…wallaahii, no exaggerations! :cb:

Re: Zaban e Yar man Turkey

kia unki zaban aapko samajh aa jati hai?

Re: Zaban e Yar man Turkey


mujhe laRaaii aur tanz kii zabaan aatii hai! :)

Re: Zaban e Yar man Turkey

Bio data of a Kutni :)

Re: Zaban e Yar man Turkey


hahaha...aaj baRe zamaane ke ba'd yeh lafz [kuTnii] sunne ko milaa...

...mere vaalids aksar merii chhoTii bahen ko jab vo chhoTii thii bahot to use 'KUKNI' kahte the...vo bahot adabii insaan the to maiN samajhtaa huN k uskaa kisii na kisii zabaan men bahot achchhe ma'nii rahe hoNge...maiN aajtak na ma'loom kar sakaa k uskaa matlab kia hotaa hai, if there is/was any!

Kiya? :confused:

Kutni??
Aaj kiya mere hosh o hawas gayab hain ya app log kisi farsi Mai bat kar rahey hain :bummer: