$ nahi Rs ki baat kar raha hoon ![]()
Kia zaroorat hai grammar ke lafrey main parney ki
main hoon na ![]()
Tu time english seekhney main waste karna hai , wo time aap face mask laga ker , aankhoon pe kheerey rakh ke waheed murad ke ganey sun’ney main spend kar sakti hain … istarha aapki beauty main khatir’khaw izafa ho jaye ga , our aap ke chahney waloon ki ta’daad main bhi :jano: