Your guilty pleasures?

Re: Your guilty pleasures?

Maan ki naafarmaan baiti ko, arranged shaadi say inkar par.
Husband ki biwi ko, saass say zabaan daraazi karnay par.
Wife ki husband ko, after he has said ‘Talaaq, talaaq, Talaaq’, nand kay uksaanay par.
Bhaabhi ki nand ko, uss say zabaan laRaanay par.
Baap ki nikammay baitay ko, nafarmaani aur bad-tameezi karnay par.

Vaghaira, vaghaira, vaghaira. :hehe: