Some common hindi film dialogues..
Boss! Maal pakda gaya.
Hato naa! Log kya kahenge.
Thairo! Yeh shaadi nahin ho sakti !
Choor do mujhe, bhagwaan ke liye choor do
Bol! Bol heere kahan chuppa rakhe hai
Ab yeh natak band karo.
Tum mujhse kitna pyar karte ho ?
Ahsaan Faraamosh !!
Maa, main ab dekh sakta hoon.
Tumhe yaad hai wo toofani raat ?
Mai kahti hoon, Door ho jaa meri nazron sey
Yahan teri izzat bachane koi nahi ayega
Main, apka yeh ehsaan kabhi nahi bhul sakta.
Pati parmeshwar hota hai baitee.
Yeh baraat ab wapas jayegi.
Dunyaki koi takat hame juda nahi kar sakti.
Kanoon jazbaat nahi, saboot dekhti hai
Judge sahab, maine khoon nahi kiya.
Kash tum mera yakin kar sakti
Mein kisi ko muh dikhane kabil nahi rahi
Ham barbad ho gaye
Tum mujhe achchey lagte ho.
Ghar mein jawan beti hai ........
Maa, isne kal meri izzat bachaiee hai
Tumhare khyalaat kitne neech hain
Tum mujhe galat samajh rahi ho....kash mein sachchai bata sakta
Mai gareeb hoon na , isliye ?
Tumhari Seema kisi aur ke saat gulcharrey uda rahi hai.
Bhai saheb, yeh dono saath college mein parhtey hain.
Ab hum kisi ko muh dikhaane ke layak nahin rahe
Kya issi din ke liye tujhe paal pos ke bara kiya tha?
In gori gori kalaiyon ko kaam karne ki kya zaroorat hai
Jyaada hoshiayari karne ki koshish maat karna.
Boss!, maal versova beach pe theek bara baje aayega
Itnay paise tum kahan sey laiye ?
Bacchhhhaaaooooooooooo.......
Bataao kya keemat hai tumhari ?
Tum mere liye mar chuke ho
Ghar mein do-do jawaan betiyaan hein
Lo! - Muh meetha karo
Waada karo ke hamesha mere rahoge ?
Khabardaar jo mujhe haath bhi lagayaa ..
Aarre! isse to tez bukhaar hai
Bhaiyaaa!
Yeh aap kya keh rahen hein, bhai sahab?
Aaj Pinky ka janam din hai
Thakur, isse dhakke maarke bahar nikaal do
Ek baar mujhe maa kehkar pukaro beta
Yeh khoon maine kiya hai, melod!
Yeh sauda tumhe bahut mehnga padega
Maa, mai first class first pass ho gaya hoon
Beti, tu to paraya dhan hai.
Viiijjjjaaaaayyyy !!
Bhabhi, tumhare haath ki chai peene ko man kar raha hai
Chun Chun ke maaroonga, ek-ek ko chun chun ke maroonga
Aaj Karwa choud hai.
aarder aarder (order, order -judge in court room scene )
Tumhre pas kya nahin hai heera,jawaharat,naukar,chakar,gadi,bangala,
paisa. Phir bhi tumhe is do ta’ke ki ladki ko is ghar ki
bahu banana chahte ho?