Your Fav song!....

Re: Your Fav song!..

my mOst fav song * Movie - QEYAMAT say QEYAMAT tak - - - Stars - - - Amir khan n johi Chawala . . .

n song is * papa kahtay hai baray naam karay ga , beta humhara asa kam karay ga , magar yah tu koie nah jana , kay mari manzil hai kaha . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . mera tu sapna hai aik chera , dekhay jo us ko jhoomay bahaar , gaalo pay us kay kaaliyo ka moosam , hansay tu aaie bahaar , banda yah khoobsorat kaam karay ga , dil ke duniya mai appna naam karay ga . . . . magar yah tu koie nah janay kay mari manzil hai kaha *

2nd song - - - - Movie - - Jisam - - - - - Jadu hai nasha hai madhooshiya .

3rd - - - - - Munna bhai MBBS - - - - dekh lay ankho mai ankhay dal :wink: remix version :dhimpak:

4th - - - - KOYLA - - - - star - - sharukh khan . . . song . . . . tanhaie tanhaie tanhaie , dono ko sath lay aaaie , pyar mai bah gaie do dil root yah kasi aaie . . . . .

5th - - - phir bhi dil hai hisdustani . . . . . . . tum aie tu hawaoo mai rang sa hai , tum aie tu fizaoo mai rang sa hai , yah rang saray hai bus tumharay or pyar or pyar :slight_smile:

6th - - - - kia howa tera wada , woh kasam woh irada , bhoolay ga dil jis din tumhay woh din zindage ka akhari din hoga .

7th - - - - - zara zara bahakta hai ajj tu mera tan badan mai pyasi ho mujhay bhar lay appni bahooo mai :wink:

8th - - - - OoOOo OoOOo janay janaa dhoonday tujhay deewana , sapno mai roz aaie aaaaa zindage mai aaanaa sanam .

9th - - - - - why did u break my heart - why did u fall in love , why did u go away away away , dil mera choorayah kyun jab yah dil torna he tha , dil say dil lagayah kyun jab yah rishta torna he tha . . .

10 - - - Adnan sami - - - bheege bheege raato mai aOOoo nah .