Re: ‘Your Best Shot 2012‘
lol…yeh is liye bataayaa k jab kabhii Ibdia agar jaanaa to is Hotel meN zaroor ruknaa kiuN k yeh RaajaaoN, MaharaajaaoN kaa maHel huaa kartaa thaa…isii taraH kaa ek aur maHel beech jheel hai Udaipur meN jo Lake Palace Hotel ke naam se jaanaa jaataa hai.