Your best day at school

Re: Your best day at school

**haaN…KG, grade 1,2,3,4,5,6,7,8 aur 9 maiN nahiiN gayaa kabhii school…bas ghar pe abba Huzuur aur baRe bhai jab dil unkaa kartaa aur meraa kartaa to hafte meN do chaar din do chaar ghanTe paRhaa dete aur main paRh letaa…bas qatra qatra kar ke ek jug bhar gayaa…

…bas, insaan agar kuchh karne kii Thaan le to sab mumkin hai. vo shaa’ir Dr. Shahryaar, jo mere ustaad bhii the, apnii ek umraao jaan kii Ghazal meN kah gaye:

mushkil nahiiN hai kuchh bhii agar Thaan lijiye :D**