Your best day at school

Re: Your best day at school

Parh likh kar dosroon key ghulami he karni thi mein nay :cb:
mein un parh he theek hoon aur yaqeen karo lakhoon parho likhoon say acha hoon. kuch din pahlay TV par aik MA ko pass ko cholay key rairhi lagtay daikha to Allah ka shukar kia kah mairi apni parchoon key dukaan hay aur aik matric pass larka bhi rakha howa hay jo meri ghair moujoudgi mein dukan daikhta hay.
iss liye mujhay to koi afsoos naheen hay un parh honay ka :cb: maira jurwan bhai parh likh kar office kee tension laita rahta hay :cb: ghulam :baribe: