Youngster's message to Khawaja Asif!! LOL

Re: Youngster’s message to Khawaja Asif!! LOL

Zarra nawajish aap ki.

“Aaj kal” to aap nay aisay bola hai jaisay aap Waalid sahab ko bohut khoob jaantay hain, aap khud he pooch liyega un say kay un ki tabiyat theek hai kay nahi.

Aur aap kay dosray sawal ka jawab yeh hai kay nahi jee avatar may picture parosan ki hai.

Waisay farmaya mai nay nahi aap nay hai kay Khan Sahab best hain. Aap kay jazbaat jaan kay bari khushi hui.