Re: ~~~~~~~~~~~~~~~~~YOU~~~~~~~~~~~~~~
tera gam aaj mere kaam aa gaya
pehlu mein dard uttha ke araam aa gaya
Re: ~~~~~~~~~~~~~~~~~YOU~~~~~~~~~~~~~~
tera gam aaj mere kaam aa gaya
pehlu mein dard uttha ke araam aa gaya
Re: ~~~~~~~~~~~~~~~~~YOU~~~~~~~~~~~~~~
jalwe tumko kya batayen apne yaar ke
jaib mein rakhta hai khanjar pehli dhaar ke
choo ke aasmaa(n) na samjho ke bach gaye
qatl karte hain woh falak se utaar ke
Re: ~~~~~~~~~~~~~~~~~YOU~~~~~~~~~~~~~~
chale jaayenge bhari jawani mein
chhorr jaayenge dard kahani mein
ek din jab fareb khaaoge
Phainkoge patthar tum bhi paani mein
Re: ~~~~~~~~~~~~~~~~~YOU~~~~~~~~~~~~~~
**un raahon se dekho mujhe kitna pyaar tha
rehguzar na teri phir bhi intezaar tha
haal tak na poocha baat tak na chhedi
teri wafa pe mujhko kitna aitbaar tha**
Re: ~~~~~~~~~~~~~~~~~YOU~~~~~~~~~~~~~~
ho saka na apna woh kisi bhi soorat
waise sunte hain qayamat hoti hai
kahen dil se ke chhor de unko
humse kab ye bagawat hoti hai
Re: ~~~~~~~~~~~~~~~~~YOU~~~~~~~~~~~~~~
Kahte the ke, palko pe baithake rakhoonga ka tujhko
Itna chahunga ke jannat dekha doonga tujhko,
kahan gayi woh kasme,kahan gaye woh waade
Aakhir tum itna kyo badal gaye??
Chalte chalte...
yun achanak,beech raaste me
Tum humein kyo chor gaye?!!!
Re: ~~~~~~~~~~~~~~~~~YOU~~~~~~~~~~~~~~
ye haseen raat phir nahin hogi
sun lo...ye baat phir nahin hogi
dekh lo jo bhi dekhna hai aaj
dil ki kayenaat phir nahin hogi
bhujh gaye jo meri aankhon ke diye
ashqon ki barsaat phir nahin hogi
ab kuch din hi aur hain hamare
tumse mulaqaat phir nahin hogi
Re: ~~~~~~~~~~~~~~~~~YOU~~~~~~~~~~~~~~
بہت خوب ،۔۔۔۔۔۔۔ زبردست۔۔۔ واہ