Re: You are amazing!
unn ki kaaf say hoti hay
woo ginti main shaamil nahi hoteeN ![]()
Re: You are amazing!
meraY nicks Aasmaan par chamaktaY taaroN kee tarah Darakhshinda, Paaindah, Taabindah aur kuch murdah aur kuch zindah haiN…
jalnaY waaloN kaa moo kaalaa ![]()
Re: You are amazing!
^oye tum tau sonay ja rahay thay.
Mr. msn blocker!!!!!!
Re: You are amazing!
yeh maiN naY apnaY khuaab maiN say login ho kar reply kiya hai :halo:
and no one is BLOCKED for the umpteenth time.
Re: You are amazing!
Oh my god, itnay larkiyana naam rakhay hooay hain tum ne
Darakhshinda
Paaindah,
Taabinda
Re: You are amazing!
away ka sign to aisay lagaya hooa tha jaisay bohot masroof insaan hai ![]()
Re: You are amazing!
^acha???
Mujhe tau ye offline nazar aa raha tha. ![]()
Hmmmmmmmmmmmm ![]()
Re: You are amazing!
yahaaN par bhee shuru ho gaYeeN ![]()
aisaa kartaY haiN aik forum khol laitaY haiN “Whatever” Forum.. wahaaN aap mujhaY buss “whatever, whatever” bolti raha karaiN ![]()
Re: You are amazing!
yeh jo “tha” “thak” “thaiyaa” qism kaY alfaaz haiN, yeh bold kar kaY likha karo, Sajal Bajan ko dikhaayee naheeN detaY ![]()
Re: You are amazing!
ab to offline hi ho gaya hai mooa!
Re: You are amazing!
Msg to Aq
^go zara si bat pay barson k yaranay gaye
lekin itna tau hua, kuch log pehchany gaye sighs
Re: You are amazing!
ziyada kathak na karo,
paaon main moach aa jaey gi
Re: You are amazing!
Sadaf
moaa??? ![]()
Re: You are amazing!
thandi aah
Re: You are amazing!
Anees, Khiyaal-e-Khatir Chaahiye har dum
KaheeN TheS naa lug jaaYe AAbgeenoN ko :-/
Re: You are amazing!
Whatever that means ![]()
Re: You are amazing!
Ke khushbu aati nahin sakti kaghaz ke phoolon se…
![]()
Just had to say something, you know how good I am with sher-o-shairi
Re: You are amazing!
AQ
it's ok.
You should keep me blocked.
Cause I am about to do the same to you.
HOONH
Re: You are amazing!
^ aray itna ghussa ![]()