YES YES YES

Nahi abb essa bhi nahi hai, aik adha daant to hai, magar abb kiya mai aik daant sai gum chabata huwa acha lagoo ga

Re: YES YES YES

*To aur kiya kahoon dukhi uncle jee:@: ?
*

bus abb mai apne mou sai kiya kaho khud hi samajh jao naaaaaa

Re: YES YES YES

:hehe:…okay duhki baba;)

Allah paak ka shukar haii bilkul theek thaak !!!

aray yeh dukhi ko na hamaray ek mod hein unho nay unhein itni chocolates dedin thin k woh kha kha ker un k saray daant kharab ho gaye aur ab sirf ek hi reh gaya haii baqi sab mouse le gaye:) :aq:

ye theek haiN abb sara mujhai sarak bhi paar kerwadoo beta

lolz hahahahah !!!!!

Re: YES YES YES

**I'm your pagli bhaanjee UNCLE jee :@:

BTW aap ki umer kitni hai UNCLE jee?
**

Kiya samjhoon? :aq:And why is Adeel bhai laughing? :aq:

** :hehe:…chalo EK daanth hi sehi :cb: hai tho daanth :aq:**


…ji duhki JI …galthi se mun se nikal aya :blush:…sarak par behte aap ke dushmen :asa::wave:

Umer beta hogi koi 82+ k arib kareeb, wase bhi umer mai kiya raha hai

cuz jo shayad aap na samjh sakin woh mein samajh gaya !!!

:aq:

Acha to yoo kahoo na k sarak par behta Muhammed Adeel

kuch ziyada hi samajh rahe hoo, aaj kiya khaya tha:aq:

itz mean (i m ur dushman ) hAAn ???

jab aap kuch ziyada samjh rahay hotay hein us waqt aap kiya khatay hein ??? :aq:



:omg: …:nono: …Hai mere allah kuch reham ki jiye…aise nehi kehte…Muhammed ji to aap ke sakke dost hai :lifey:…chalo dosti karlon…buddappe me dost kaam atey hai :cb:!!!:wink:

Re: YES YES YES

Sorry Adeel, ye mazaak tha acha plz bura met maanna,
Jab kahi ammi abba ka haath/chapal khata hoo to samajh kuch ziyada hoo jati hai
Isliye puch raha tha k kahi tum ne bhi aik aadh haath/chapal to nahi khaya

…awwww:hugz:…dosti me pyar vaar kitna accha lag tha hai :@::wink:

Mai phir kaho ga k tum kitni achi hoo pehli kiyoo nahi milli mujhe.
Haa theek keh rahi hoo burhapae mai to sirf qarz daar paise wassol kernai aatai hai doost nahi ate aur agar aa bhi jai to muft ka khana kha ker hi wapis jate haiN