Re: Yes or No ?
mujhay gs cafe maina ye 3 maheenay hogaye hain or main ab senior members main bhi shamil hoon agar app sub kay minzaj-e-girame per girran na guzray to main app logoo kay baray apnee kuch rayee or tajzia jis main kuch mazak bhi ho sakta hay ka topic kholoon to app main say kitnay log is ko na pasand kertay hain mujhay pehlay say bata dain takay main un ka nam post main add na keron ?
Oh lay!!