Re: Yes/No Game
**aaaaaaaawwwww…maashaa Allah…laRkii ho yaa laRkaa kia farq parTaa hai? bas itnaa hai k: agar aulaad laaiq ho to sab achchhaa hai aur agar naalaaiq hoN to kuchh bhii achchhaa nahiiN…is liye bas ek hii du’aa karnii chaahiye k Allah sab aulaad ko laaiq aur deendaar banaaye…unkii dunyaa aur unkaa deen phale phoole…aameen.
YES, 2-3 dozens…bas!!! ![]()
**
would you like to learn to fly a jet airplane? ![]()