Yehi Hain "WOH"

yaaaar chaar saaal! bhori ho kae karo gi kiya!!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

jk dear, tum fiqar na karo, poorae chaar saal guzarnae ki nobat nahin aye gi, Insha’Allah..main nae tumharae liyae aik do larkay daekh rakhae hain!!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

yaar i can’t wait!!!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif

i mean can’t wait for 4 years, saari umeedon pae pani phair diya!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif

waiseh wowww mughae aik khayal aya hai char saal kae baad tak to main bhi kafi bari ho jaon gi phir ho sakta hai tumhari shaadi main asakoon…hmmm..sounds great…phir to aik saal aur ruk janaa ..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

flamez

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif


~~Khud ko yun mahsur kar baithi hun apni zaat mein
manzilain charon taraf haiN rasta koee nahin~
~

i think he looks decent enough dania so whats the deal with saying yes or no becz either way u have to make decision even after 4 years right

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

waisay kahin tum aisay hi shor micha kar sab ko tang to nahi kar rahi ho

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


<::~Is thaT all You got? ::~I’ll Take youR best Shot~::>

nahin yaar tumhain nahin pata wahan halaat kitnae khoabnaak hain!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

dano beechari, chalo aik rasta to tumharae liyae khula dano, ab tumhain zara aur asani hogi! wink and tell me ajj kal halaat kis morh pae hain

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rotato.gif

oops mughae to baton pae batein yaad arahi hain… hmmm..welll…tum zara msn pae ana aur simply email me..kiyon kae msn pae main bohat kam jati hoon, aur jati bhi hoon to sirif aur sirif help laynae kae liyae, jaiseh kal main nae gadhay ka deemagh kha liya tha apnea icon kae silsilae main!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

and yeah tell wafa , kae main us ko email ker doon gi, because I dun think I can catch her on msn..because I don’t stay much


~~Khud ko yun mahsur kar baithi hun apni zaat mein
manzilain charon taraf haiN rasta koee nahin~
~

[This message has been edited by ~TaNhAyAaN~ (edited May 06, 2002).]

shaadi koi game nahin hai poori zindagee ka mamla hai in sahab ki bohat girl friends hain aur shaadi kay baad bhee rahain gee (shayad)

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif


«::~“Love is a canvas furnished by Nature and embroidered by imagination.”~::»

~Gracias Adiós~

tobah astaghfaar..pakistan main rehnae walon ka yae haal hai?

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif


~~Khud ko yun mahsur kar baithi hun apni zaat mein
manzilain charon taraf haiN rasta koee nahin~
~

Pta hai 4 saal mein yeh na ho keh rishta haat se choot jae…think abt it

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pretty.gif

kia kaha..???in sahab ki bohot gorlfriends hain?well yeh baat sochne ki hai, yeh son kar WOH itne perfect nahin lag rahe, lekin samjha karo insaan kia karein jab larkian piche aien…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif

btw thats good keh ap pehle parna chahti ho, aur agar eik bar haan kar di, to koi 4 saal nahin rokne wala…

i c ur problem…good luck!!!

rishta haaton sey nikal jaye tou tou bohat acha hoga

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

doosra rishta aa jayee ga haan doosray kay liyah tou main zaroor haan kardoon gee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


«::~“Love is a canvas furnished by Nature and embroidered by imagination.”~::»

~Gracias Adiós~

tum bhi na bariiii hi!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smash.gif

yaar, tumharae un ka kiya hua?? lemme me know..aik to sahi tarah bhi kabhi baat ka jawab diya karo na!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif


jab bhi mili kushi woh yaad agaya hamain
warna kushi main rona koon chahta hai~

I think he looks good..who woulda thought I’d ever compliment a guy’s looks

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/redface.gif