Yeh Uncle uncle kia hy

Re: Yeh Uncle uncle kia hy

10 baar Mr. Ehsan ke liye usernote likhne gayi magar uncle ki takrar dekh kar moonh bilkul aisa ho gaya :hoonh:
Uncle ya Aunty pakarne walon mujhe tumhare teen ager hone mein koi shak nahi. Magar agar ek shareef insaan ne bata diya ke grand oa hai to usay pakarna kyun zaroori ho gaya.
Mujhe pata hai ke log aise bhi hein asal dada nana ho kar bache ban kar inhein Uncle kehna shuru kar dein gay.
Mera nuqtae nazar hai ke GS par Hum sab dost hein dosti (friendship) Mein koi chota bara nahi hota. Dosti dosti hai rishtedari nahi ke izzat afzai ke liye rishte se pukarna zaroori hai.

:confused: