~=: Yeh sub Aunti'aan (Khaalas).... :=~

Re: ~=: Yeh sub Aunti'aan (Khaalas).... :=~

^ hello :p

Re: ~=: Yeh sub Aunti'aan (Khaalas).... :=~

^Awaaz naheen a rahi ...zor say bolo :D

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

:bailan:

Re: ~=: Yeh sub Aunti'aan (Khaalas).... :=~

^ aap ne jo apney kaano mai roii daali hoii hai unhain nikaal dain aap ko mairi waaz aa jayee g :p

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

^Tum aa kar nikal do ..main khud flooding main masroof hoon :blush:

Kiya howa mohtarmaa…aap tou har waqt Halat e Jang main hoti hain :snooty:

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

chii maira aur koi kaam nahi jo aap ke kaano mai se roii nikaloon :snooty:

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

^Kabhi kissi ka koi kaam kar bhi diya karo .. nalaiq larki :snooty:

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

aise kaam mai nahi kerti nalaik larkey :smilestar:

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

^Tau konsay kaam karti hain aap…nalaiq larki :hoonh:

Khabardar mashriqi larkiyaan apnay UN par haath naheen uthatee :naraz:

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

^ huhh? un kon hai :konfused:

Re: ~=: Yeh sub Aunti'aan (Khaalas).... :=~

^UN ka matlab hay United Nations :p

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

Chacha kiu damagh ki baati gumma raha hai:smilestar:

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

^Tabhi boloo’n yeh load shedding Q ho rahi hay :hmmm:

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

Baree baatain aa gahi hain MAMOON tuhjai:p

PS…()¤¨¨¤ur jêålou§y is my êñêrgy, êvêr wondêrêd why I’m §o hypêr?¤¨¨¤() :wink:

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

^ sheen kisee hoo? :hugz:

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

i am fine dear :)how are u:wave:

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

Thanks Sam,., waisay tum ghayeb kahan ho jaati ho?

Unkill jee aaj kal aap aur aap kay doosray bhai loags nazar hi kahan aatay hain L

Yes, I am Sam’s uncle :smiley:

Yeh aur bara masla hey… Bohut kum hi samajhdaar larkian hain yahan jo theek say baat karti hain aur banday ko samajhtee heen…. Allah :swt: sub ko Khush rakhay (Aameen)

:konfused: :Saath theen na…. Ab kahan ho :crying:

Thanks brother, for your IDEAS_2006

:waves:

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

Samajh main tou mujhay bhi nahi aata Khaala, par doo chaar ko tou main achi tarah jaanta houn jo kay mujh say achi khaasi Tappi Tappi rehti hain aur apnay aap ko Khaala / Aunty maanty hi nahi…. :bummer:

:ahaa: Good idea… Thankooo Auntee Jee :smiley:
j/k

Chaa-Chii Jee aapkay demaagh ka bulb tou pehlay hi say fuse hey :stuck_out_tongue:
j/k

Sidoo beta, I am not udaas… main tou sirf mazaq kar raha tha… Mujhay tou yahan logon nay jo izzat aur piyar diya hey uss kay liya main Tammmmaaaaaam logoun ka shukur guzar houn… :teary1: khushi kay aansoo

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

khala kis bola :mad2:

Re: ~=: Yeh sub Aunti’aan (Khaalas)… :=~

Jee aap kaun :konfused:

:roman: