yeh hain hum na cheez 😊

[QUOTE]
*Originally posted by mal1k: *
Nice pic
[/QUOTE]
Thanx sweetie :)

tareef ka shukriya ** lalas2000 G** aap ko humra into pasand aaya es k liye bhi shukriya janab :slight_smile:

such a sweet lil kid...

how old r u?

Aawww you are cute :)

you look familiar though. where are you at?

Adab baja lata ho app ke khidmat mai ...sach poochay tu is sahar angaz shakar ko mai kiya naam do is ka khud mujhay nahi pata ... faqat itna zaror bolo ga kay yeah shakaar jis nay bhi is duniya mai takhleeq kar kay hum duniya walo ko is neder ankho say is ko dekhnay ka sharaf deyeah us ka Boohat boohat shukreya , Wallah jo yeah shakar hai bari forsat say banayeah hai kuch sooch kar kuch doob kar or kuch haseen rangoo ko choora kar is shakar mai jaan dal de kay yeah shakaar nahi khooobsorat rangoo ka majmoowah lagta hai , kay har dhanak kay rang , kay har khooshi kay rang or har mosam kay rang is shaakar kay under beekhar deyeah ... is dilkashi , is masoomeyat is dilfarabi shakseeyat ka jo bhi malik hai us ka wajood-e-khas har amm insan kay leyeah taskeen or izat o ahtaram kay qabil hai .... sach bola hai kese nay har Qoom mai kuch log asay hotay hai jo us QOOM ke izat or rooshan-e-ashkar hotay hai ... or woh shayed ajj hum nay yeah shakar dekh kar sach man leyeah .... agar yeah shakar maraysamnay haqeqat ka rang dhar lay tu shayed hum us talasam mai khoo jaie gay jaha say insan kabhi nekal he nahi pata us haseen jal mai bun jaie gay jo insan tor nahi pata .... hmmmmmmmm is shakar par boohat kuch liekh saktay hai hum magar sach poochay tu shayed jo bhi liekhay woh kum he ho ga , chand par bhi shayed dhaag hai magar is haseen shakar par koie daagh nahi....khair abhi hum chaltay hai .... phir melay gay kese nah kese mor par Q kay duniya chooti or waqat bara zalim hai .app ke dua ka talabgar... faqat aik janwar .

Mashallah

oooooyee kasam say duplicate of my cousin (m)
hia tum sach much maria to nahi kider :hehe:

ur welcome SIS!! :stuck_out_tongue:

:hoonh: are you MSL or her sister?

Thanax janab aap ki tareef ka shukriya im 17 :blush:

Thanx janab u called me cute ur sweet as well sweetie :kiss: i live in London sweetie

Pehlay to aap ki khedmat main adaab baj late hain phir janab aap ne itni nafasat se alfaz ka istemaal kiya k hum yeh samjhney se kasir hain k aapni goftago ki ibteda kis lafaz se karain hmmm wasay is khobsorti se aap ne aapney mode ko beyaan kiya hai k hum es k jawab main shukriya ka lafaz keh ker bhi chota mehsos karain ge :blush: wasay janab jo aap ne kaha wo wake he shairana andaz tha aur humain acha laga aap boolte bohat acha hain janab meri maniye to likhna shoro ker dain bohat khubsorat likhain e aap :flower1: jate jate bas itna khain ge k hum aap k bohat shukerguzar hain k aap ki waja se humain es khubsorat teher perhanaey ko milli :kiss: ok janab ab hum chalte hain aapna aur aapne ird gid k logoun ka kheyaal rakhye ga TC wid love Cute Swee2 :Pretty:

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Mashallah
[/QUOTE]
Shukriya janab :)

lol nahin g hum aap ki coz nahin hain lol :stuck_out_tongue: wasay aap humain humari duplicate ki pic zaror dekha e ye ga :halo:

[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *

ur welcome SIS!! :p
[/QUOTE]
wasay bhai g humain aap ko dekhne ka moka he nahin milla aapni bhi pic zaror post ki iye ga ok :)

nahin to :halo:

salam swee baji

app ke pic intey logo ney pasand ker li hey ????????? bhai pic hata do warna ab server down hou jay ga aur chiney kaam kheya kereyn :)

love from ur choto

[QUOTE]
*Originally posted by cute swee2: *
wasay bhai g humain aap ko dekhne ka moka he nahin milla aapni bhi pic zaror post ki iye ga ok :)
[/QUOTE]

mera Avatar dekh kar dil bhar lain.. sisoo :p

Well My sweet sis MSL just looks like her nick, and after seeing your pic I think you can have the nick of Aik Aur Masoom Si LaRki

hi choto mujhey samajh nahin aa e bhai jaan aap kiya keh rahay ho im sorry :confused: wid love Cute Swee2 :Pretty: (ur sis)