**Ye Kya Ke Har Dam Kisi Ki Minnatein Karna,
Kya Isi Ko Kehte Hai Mohabbatein Karna … !
Haan 
Jo Apni Qismat Mein Hai Milega Wohi,
Kis Baat Pe Hai Rab Se Shikayatein Karna … !!
Acha 
Ye Pagalpan Nahi To Aur Kya Hai Phir,
Zamin Ke Ho kar Aasman Se Bagawatein Karna … !!!
Sahi kaha 
Bahut Kar Chuka Hai Logon Se Pyaar Ye Dil,
Ab Koi Sikhaye Is Ko Bhi Nafratein Karna … !!!
Buri baat 
Pahle Yaad Karna Use Phir Rote Rahna,
Jaane Kab Chhodega Dil, Ye Harkatein Karna …**
Dil tou hai dil,dil ka aetbar Kia kejiye :hinna: