ye kya ho gaya? :"(

Re: ye kya ho gaya? :"(

viv- mei lazy nahi tum ho :stuck_out_tongue: ..dekho mei ne yahoo bhi install kar liya.. and sign in bhi ho gayii :halo: :-p

Re: ye kya ho gaya? :"(

D^M - nahi chanda MAMOO zyada acha lagta hai :p

Re: ye kya ho gaya? :"(

tum rakh lena apne unka naam :wink: ager itna acha hai to :smiley:

Re: ye kya ho gaya? :"(

^-- :hoonh: … unn ka already aik adad naam hai :snooty:

Re: ye kya ho gaya? :"(

yeh rakh lena na pyar se pukarna chanda mama aoooooooo mughe saath lay jaooooooooo :smiley:

Re: ye kya ho gaya? :"(

maheen- ab yaqeen ker liya hay :smiley:

DM- ye bahana nahi hay :hoonh: mein tumhari tarha farigh nahi hoon :snooty:

Re: ye kya ho gaya? :"(

tum meri tarah nahin ho sakti but farig zaroor ho sakti ho :hoonh:
baten banwa lo kaam koi nahin :stuck_out_tongue:

btw where iz HH moto howz she ?

Re: ye kya ho gaya? :"(

DM- jee nahi mein farigh nahi hoti.. :snooty:
baatien tou tum bhi banaye ja rahe ho 1 ghante se :stuck_out_tongue:

HH theek hay, aur woh waheen hay..

Re: ye kya ho gaya? :"(

oh acha haan jharo pota bhi karna hota hai na :stuck_out_tongue:
oye aik ghanta :hoonh:

gud

Re: ye kya ho gaya? :"(

^ oye jhaaro waaro tum kertey hogey mein nahi :mad:

Re: ye kya ho gaya? :"(

okay .. anuty jeeeeeeeeeeee :salute:

Re: ye kya ho gaya? :"(

**mien nay socha kay agar moqa mila hay to us say pora pora faieda uthana chaiay **
**jiti rahien khush rahien **
**mien b theek hoon ALLAH ka sukar hay **
**Good **
And Wish u all the best for the finals

Re: ye kya ho gaya? :"(

Haan…Esay hee chalta rehtaa hai :mudhosh:

Re: ye kya ho gaya? :"(

y my banno is madhosh today:)