Re: ye kesi hay khushi?
i wish it WAS lota this time ..
… and sandleen..lovie its not you…mainay to parha bhee nahi tha until u said that..![]()
bus yaaro.. haalaat kuch aisay ho gaye hain… ke lagta hay…dil seenay say baahir aa jayega..![]()
i still sometimes wonder…but cant say it..GUSTAKHI count ho jayegi.. aur khuda ko moonh dikhaanay laayiq nahi rah jayengay..(jaisay abhi kuch KASAR rah gayi hay) … par ab baat hay bayadbi aur gustakhi ki …
ya to paar laga day, ya to dil pathar kar day… ![]()