Ye kaisi Muhabbat hai?

Re: Ye kaisi Muhabbat hai?

Oh, Maine is bat pe ghour Nahi Kia :smack:

Meri kisi friend se ya siblings se kitni bhi laraee ya narazghi ho Mai doosro ke samne kabhi narazghi ya ghussa show Nahi karti,

Her insan Ki aik apni izaat hoti hai is tarah public place pe kisi ko sharminda Nahi karna chahiye.